meri zindagi toh ban gayi h DOORIYON ki dastaa...
tuz tak jo pahuche aakhir kaha h wo rasta...
mai yaha tanha tadapta ,tum waha ho akeli...
ye ghazab khel h ishq k, pyar h kaise paheli...?
mushkil dur rehna h ek pal, itna h pyaar..
kaise khuda tune likha saalo ka intzaar...!!!
yeh daastan sadiyo se chali aayi...
jisne b kiya pyaar saccha mushkile h paayi...
mere pyar ko mukti milegi kab ,dooriyon ki deewarO se.....
kya dushmani teri khuda h ishq karne walo se...?

0 comments:
Post a Comment